Shauhar Biwi Se
Shauhar : Shadi Ke Pehle Tum Kya Kartain Thin…
Biwi: Bartan, Jhadu, Khana, Pakana, Zameen Pochne Ka kaam Karti thi.
Shauhar: Tab tu tumhe ye Tabdili ab Achi lagti Hogi.
Biwi : Khak Achi Lagti hain… Ab tu Ye sab kaam bhi Karne Padte hain aur Pagar Bhi Nahi Milti….