Archive for the ‘Love SMS Messages’ Category
Mujhe naseeb huwa uske dheyaan me rehna,
Mujhe naseeb huwa uske dheyaan me rehna,
Zameen pe hotey hoye aasmaamn pe rehna,
Me janta hon ke wo mera ho nahe sakta,
Mujhe pasand ha lekun gumaan me rehna,
aap to gayroo ki baat kartae hain,
aap to gayroo ki baat kartae hain,
hum nae apnae aazmaae hain,
log kantoo say bach k chaltey hain,
hum nae phoolo say zakahm kahae hain.
bahane se tumhari baath karthein hain
bahane se tumhari baath karthein hain
Har pal tumhe yaad kartein hain itni bar
to aap saans na lete hoge jithni
bar hum aapko yaad karthei hain
Hoin jo kabhi hum naraz to hum ko mana lenna,
Hoin jo kabhi hum naraz to hum ko mana lenna,
Bhool sai ho koi bhool to hum ko saza dena,
Gar ho tahna kabhi muskil mein bass aik awaz dai kai hum ko bula lenna,
Hum app sai door nahi hein bass apni palkoon ko ankhoon sai mila lenna.
mari chahtai tum sa alag kab hain,,
mari chahtai tum sa alag kab hain,,
dill ki batia tumsa chupi kab hai,,
tum saath raho dill mai Dharkan ki jaga ,,
phir Zindagi ko sanso ki Zrorat kab ha,
“just u”
Koi yaad Koi baat Koi raaz ho tum.
Koi yaad Koi baat Koi raaz ho tum.
Mare saans Mare soch Mare ass ho tum.
Ankhoon k paas nahi,na sahi.
Haa magar dil k bohat paas ho tum
DIL TORNA HAMARI AADAT NAHI
DIL TORNA HAMARI AADAT NAHI
DIL HUM KISSI KA DUKHATE NAHI
BHAROSA RAKHNA MERI WAFAON PAR
DIL MAIN BASA KAR HUM KISSI KO BHULATE NAHI
Na Jane Tum Per Itna Yaqeen Kiun Hai,
Na Jane Tum Per Itna Yaqeen Kiun Hai,
Tera Har Ek Khyal Haseen Kiun Hai,
Kehte Hain Pyar Ka Dard Meetha Hota Hai,
Phir Aankh Se Nikla Ansoo Namkeen Kiun Hai
*WAQT* Badalta Hai Zindagi Ke Sath,
*WAQT* Badalta Hai Zindagi Ke Sath,
Zindagi Badalti Hai *MOHABBAT* Ke Sath,
Mohabbat Nahi Badalti APNO* Ke Sath,,
Bas Apne Badal Jate Hain *WAQT* Ke Sath
Paney se khoney ka maza kuch aur ha
Paney se khoney ka maza kuch aur ha
Band ankhon se dekhney ka maza kuch aur ha
Aansoo baney lafz aur lafz ghazal
Unki yaadon ke saath jiney ka maza kuch aur ha