May 2012
M T W T F S S
« Feb    
 123456
78910111213
14151617181920
21222324252627
28293031  
Cool Ads
Archives

Archive for the ‘Love SMS Messages’ Category

Kabhi kabhi dil udaas hota ha

Kabhi kabhi dil udaas hota ha
Ankhoon KO halka SA ehsaas hota
ha Chalkatay hain mere bhe aankhon
se aanso Jab unke door hone ka ehsaas hota ha

Wo barish ka mausam wo lehrata anchal

Wo barish ka mausam wo lehrata anchal
wo chand sa chehra wo aankhon mein kajal
wo sharmana us ka wo ghabrana us ka mujhey
deakh ker yoon muskurana us ka jaoo aur ja
ker bata do ussey Ashiq ke mein ho gaya hoon dewana us ka

Kabhi Chaht0′n Mein Chupa liya..

Kabhi Chaht0′n Mein Chupa liya..
Kabhi Nafrat0′n Mein Jala Diya…
Kabhi Hans k Hum ko Mana liya…
Kabhi Ansu0′n Mein Baha Diya…
Kabhi khushbu Bun k Bikhar Gayi.
Kabhi Lamhay Bhar Mein Guzar Gayi..
Kabhi Jugnu Bun k Chamak Uthi…
Kabhi Mil k Phir Se Bichar Gayi.

janee kyun woh sansoon ki

janee kyun woh sansoon ki
door totnay nahi deta
bas do qadam aur chalne ka
wasta de kar mujhe rukney nahi deta

jujh ko kabhi aisa ghum na dena,

jujh ko kabhi aisa ghum na dena,
ke me sah na sakhoon, mujh ko kabhi
aisa khuwab na dekhana, ke me dekh na sakhoon,
mujh se kabhi aisi bewafai na kerna,
ke me apni wafaon ko bhool jaon,
mujh se kabhi aisi muhabbat na kerna,
ke me apni muhabbat ko bhool jaon

Tere bina kabhi bhi yeh dil na rahey,

Tere bina kabhi bhi yeh dil na rahey,
tujh se juda hokey mai jiyoun yeh khuda na karey,
tu rahay ga meri dharkan ban ke zindgi bhar,
yeh aalag baat hai ki zindgee na rahey.

koi door ho kitna he kiya gum

koi door ho kitna he kiya gum
hi he woapna ye kiya km he na
ho mulaqat or na bat kiya gum
he per kare wo agar yad ye kiya km he

aap ko paa kar ab khona nahi chatay,

aap ko paa kar ab khona nahi chatay,
itna khush ho kar ab rona nahi chatay,
yeah aalam hai humara aap ki judai main,
aankhoon main hai neend per sona nahi chatay

Arzo-e wafa ban kar teray sath rahoon….

Arzo-e wafa ban kar teray sath rahoon….
Dharktay dil ki sada ban kar teray sath rahoon…
Mere hathon se jisay mout bhi na cheen sakay….
Woh zindgi ki dua ban kar tere sath rahoon

Geelay kagaz ki tarah hai zindagi apni

Geelay kagaz ki tarah hai zindagi apni
Koi jalata bhi nahi aur likh pata bhi nahi,
Is qadar akele ho gaye hain aaj kal,
Koi satata bhi nhi aur manata bhi nahi..

Collection
Enjoy our collection of Latest SMS messages. We Have a large Database of Love sms Messages, Friendship sms messages, cute sms messages, decent sms messages, filrt sms messages, Miss you sms messages, Poetry SMS Messages, Romantic sms messages, in various categoris like Urdu SMS Messages, English SMS Messages, Punjabi sms Messages, French sms Messages, Malayalam SMS Messages.